Jana Hai Hame Apne Param Dham - Brahma Kumaris Songs Lyrics


Jana hai hame apne param dham
jana hai hame apne param dham
jaha deh na he na deh ka gyan
jaha deh na he na deh ka gyan
jana hai hame apne param dham
jana hai hame apne param dham

suraj chand sitaro ke paar
us ghar me he shanti apar
suraj chand sitaro ke paar
us ghar me he shanti apar
vaha pavitrta aur prakash
karate he vaha atma nivash
vaha pavitrta aur prakash
karate he vaha atma nivash
jana hai hame apne param dham
jana hai hame apne param dham
jaha deh na he na deh ka gyan
jaha deh na he na deh ka gyan
jana hai hame apne param dham
jana hai hame apne param dham

vaha na karm he na dharm he na
sukh dukh ka koi bharam hai
vaha na karm he na dharm he na
sukh dukh ka koi bharam hai
anand hi anand vaha
shiv baba rahete he jaha
anand hi anand vaha
shiv baba rahete he jaha
jana hai hame apne param dham
jana hai hame apne param dham
jaha deh na he na deh ka gyan
jaha deh na he na deh ka gyan
jana hai hame apne param dham
jana hai hame apne param dham


0 comments:

Post a Comment

 
Top