Ham Duniya Nai Banaye Ge - Brahma Kumaris Songs Lyrics

Ham duniya nai banaye ge
tanman seva me lagaye ge
chalege shiv baba ki mat par swarg dhara par layege
ham duniya nai banaye ge

tyag tapasya aur seva vishv me shanti layegi

yugo se pyasi ruh he shiv se milan manayegi

amrit bhare kalas se sabko divy amrit pilayege
chalege shiv baba ki mat par swarg dhara par layege
ham duniya nai banaye ge
ham duniya nai banaye ge
tanman seva me lagaye ge
chalege shiv baba ki mat par swarg dhara par layege
ham duniya nai banaye ge
desh dharam aur dukhiyo ka banana hame sahara hai
jan jan ko pavan banado shiv ne aaj pukara hai

buzha hua har aatm dipak gyan ki jyoti jagayege
chalege shiv baba ki mat par swarg dhara par layege
ham duniya nai banaye ge
ham duniya nai banaye ge
tanman seva me lagaye ge
chalege shiv baba ki mat par swarg dhara par layege
ham duniya nai banaye ge
naye vishv ab devlok ka karana nav nirman hai

swarg sthapan karata shiv ki daivi ab pahechan hai

bichhadi hui har atma oko shiv se ham milayege
chalege shiv baba ki mat par swarg dhara par layege
ham duniya nai banaye ge
ham duniya nai banaye ge
tanman seva me lagaye ge
chalege shiv baba ki mat par swarg dhara par layege
ham duniya nai banaye ge
ham duniya nai banaye ge
ham duniya nai banaye ge
0 comments:
Post a Comment