Prabhu Tere Rang Me - Brahma Kumaris Songs Lyrics


Prabhu tere rang me
prabhu tere rang me ham rang gye aese
prabhu tere rang me ham rang gye aese
hame lgata he ki rahe
hame lgata he ki rahe ham sang sada je se
prabhu tere rang me

milan ki aas me kya kya sitam uthaye hai
nain bhi khoye chen apne bhi ham gvaye hai
tum ko paye to jivan naya paye hai
jine ki raah mil gaee prabhu hame kaise
hame lgata he ki rahe
hame lgata he ki rahe ham sang sada je se
prabhu tere rang me

apni surat teri surat se mel khati hai
hame duniya se alag duniya ye najar aati hai
bol tumhare kitne pyare masti ruhani me rang gye sare
masti ruhani rang gye sare
lage pankh aaj kitne umang bhr je che
hame lgata he ki rahe
hame lgata he ki rahe ham sang sada je se
prabhu tere rang me

nahi pahchan teri thi jra bhgvan hame
pheer bhi abhiman to tha gyan ka bada hi hame
pyar me aesa bandha bana ke apna hame
koi dor ho bandhi jo patang me jese
hame lgata he ki rahe
hame lgata he ki rahe ham sang sada je se
prabhu tere rang me
prabhu tere rang me ham rang gye aese
prabhu tere rang me
ham rang gye aese
hame lgata he ki rahe
hame lgata he ki rahe ham sang sada je se
prabhu tere rang me


0 comments:

Post a Comment

 
Top