Ham Parmpita Ke Bachhe Hai - Brahma Kumaris Songs Lyrics

Ham parmpita ke bachhe hai
dharati par swarg basayege
jo kaam bado se hona sake ham chhote kar dikhalayege
ham parmpita ke bachhe hai

he bhatak rahi jivan naiya sabki sansar samandar me

ab kya hoga kaise hoga tufan machahe andar me
prabhu ko jivan patavarede naiya paar lagadege
jo kaam bado se hona sake ham chhote kar dikhalayege
mat dekho nanhi si kaya himat he bhari bhuja ome

dharati akash badal dege hogi jaykaar disha ome
chigari he ravan ki lanka ko aag lagayege
jo kaam bado se hona sake ham chhote kar dikhalayege
mana ye dagar he bahut mushkil par ham bhi kisi se kam to nahi

jab sath me he bhagavan hame to kisi bat ka gam he nahi
ham chand pe chadate jayege akash ke tare layege
jo kaam bado se hona sake ham chhote kar dikhalayege
ham parmpita ke bachhe hai
dharati par swarg basayege
jo kaam bado se hona sake ham chhote kar dikhalayege
la... la... la... la... la... la...
la... la... la... la... la... la...
0 comments:
Post a Comment