Kiska Nahi Tu Pyaara Sabka Tuhi Sahara - Brahma Kumaris Songs Lyrics


Kiska nahi tu pyaara sabka tuhi sahara
kiska nahi tu pyaara sabka tuhi sahara
parmatma tumhi ho parmatma tumhi ho
shiv naam he tumhara
kiska nahi tu pyaara sabka tuhi sahara

tumne hi bhed khole sare agam nigam ke
he chhat gaye kuhase agyan aur bharam ke
gita ka gyan suraj aabu se he nihara
kiska nahi tu pyaara sabka tuhi sahara

ek pal ki yad me he behad ka sukh samaya
use aur chahiye kya jisne he tumko paya
santosh shanti sukh ki behti ajashra dhara
kiska nahi tu pyaara sabka tuhi sahara

he rup jyoti bindu sare gunoke sindhu
sabke ho pran pyare mata pita sakha tum
jane kya tujme he jo lagata tu itna pyara
kiska nahi tu pyaara sabka tuhi sahara
kiska nahi tu pyaara sabka tuhi sahara

parmatma tumhi ho parmatma tumhi ho
shiv naam he tumhara
kiska nahi tu pyaara sabka tuhi sahara
sabka tuhi sahara


0 comments:

Post a Comment

 
Top