Ladna Marna Nindra Bhojan Nar Aur Pashu Me Ek Saman - Brahma Kumaris Songs Lyrics


Ladna marna nindra bhojan
nar aur pashu me ek saman
ladna marna nindra bhojan
nar aur pashu me ek saman
dharm vihin jo hota he
nar hokar pashu he wo insan
ladna marna nindra bhojan
nar aur pashu me ek saman
ladna marna nindra bhojan
nar aur pashu me ek saman

janm lena jina mar jana
ye koi vishesh bat nahi
jabtak gyan prakash na
milta nikale naya prabhat nahi
janm lena jina mar jana
ye koi vishesh bat nahi
jabtak gyan prakash na
milta nikale naya prabhat nahi
prem shanti ki kirno se
chamakega nutan swrin vihar
ladna marna nindra bhojan
nar aur pashu me ek saman
ladna marna nindra bhojan
nar aur pashu me ek saman

vidhya se tum narm banoge
karmyogi ban jaoge
yogy bano to dhan kamavoge
dukhi ko sukh de paoge
vidhya se tum narm banoge
karmyogi ban jaoge
yogy bano to dhan kamavoge
dukhi ko sukh de paoge
param dham ke dvar kholde
tumhare ye satkary mahan

ladna marna nindra bhojan
nar aur pashu me ek saman
ladna marna nindra bhojan
nar aur pashu me ek saman
dharm vihin jo hota he
nar hokar pashu he wo insan
ladna marna nindra bhojan
nar aur pashu me ek saman
ladna marna nindra bhojan
nar aur pashu me ek saman


0 comments:

Post a Comment

 
Top