Ram Rajy Aane Vala Hai - Brahma Kumaris Songs Lyrics


Swarg basega dharati ke angan
sab ka jivan hoga pavan
zumega har tann mann
ram rajy aane vala hai
ram rajy aane vala hai
swarg basega dharati ke angan
sab ka jivan hoga pavan
zumega har tann mann
ram rajy aane vala hai
ram rajy aane vala hai

parvat sagar chand sitare
sab hoge sukhdai
is duniya ke sare manav
hoge bhai bhai
ekta hogi samta hogi
sneh ka bandhe ga bandhan
ram rajy aane vala hai
ram rajy aane vala hai

swarg basega dharati ke angan
sab ka jivan hoga pavan
zumega har tann mann
ram rajy aane vala hai
ram rajy aane vala hai

vagh bakari fir se piyege
ek tath par pani
srushti chakra doharayega
satyug ki amar kahani
anand anand paramanand
anand anand paramanand
fulkit hoga kan kan
ram rajy aane vala hai
ram rajy aane vala hai

swarg basega dharati ke angan
sab ka jivan hoga pavan
zumega har tann mann
ram rajy aane vala hai
ram rajy aane vala hai

ram rajy aane vala hai
ram rajy aane vala hai
ram rajy aane vala hai
ram rajy aane vala hai
ram rajy aane vala hai
ram rajy aane vala hai
ram rajy aane vala hai
ram rajy aane vala hai


0 comments:

Post a Comment

 
Top