Vishv Ke Shubh Chintak Ban Parivartan Lana Hai - Brahma Kumaris Songs Lyrics

Vishv ke shubh chintak ban parivartan lana hai
vishv ke shubh chintak ban parivartan lana hai
shiv shakit ke dwara hi yaha kam hona hai

ghor samasya ke sagar me dub raha sansar
yugo se hi vishv ka bela lag sakata he paar

shiv ke shreemat par chal ke hi kar dikhlana hai

shiv ki shakit ke dwara hi yaha kam hona hai
vishv ke shubh chintak ban parivartan lana hai
shiv shakit ke dwara hi yaha kam hona hai

dushman ke sang ladakar jaise desh bacha sakate
burayo se bachkar vaise ucha bhi ud sakate
swayam badal sang sansar kobhi mod dena hai
swayam badal sang sansar kobhi mod dena hai
shiv shakit ke dwara hi yaha kam hona hai
vishv ke shubh chintak ban parivartan lana hai
shiv shakit ke dwara hi yaha kam hona hai

ped bhi apne yuva kaal me ful aur fal deta
bachcho budho ka sahara yuwa hi ban jata

jago yug ko ab apna adhikar paana he
jago yug ko ab apna adhikar paana he
shiv shakit ke dwara hi yaha kam hona hai
vishv ke shubh chintak ban parivartan lana hai
shiv shakit ke dwara hi yaha kam hona hai

shiv shakit ke dwara hi yaha kam hona hai
shiv shakit ke dwara hi yaha kam hona hai

0 comments:

Post a Comment

Top