Karuna Sindhu Jyoti Bindu - Brahma Kumaris Songs Lyrics


Karuna sindhu jyoti bindu
karuna sindhu jyoti bindu
fir se bharat me aye
karuna sindhu jyoti bindu
fir se bharat me aye
karuna sindhu jyoti bindu
fir se bharat me aye
sab ki pida harane ko
sacha gyan dene aye
sab ki pida harane ko
sacha gyan dene aye
karuna sindhu jyoti bindu
fir se bharat me aye
karuna sindhu jyoti bindu
fir se bharat me aye

shiv ne brahma ke dvara
gita ka gyan sunaya
shiv ne brahma ke dvara
gita ka gyan sunaya
jivan mukti ko pane ko
sacha path batalaya
jivan mukti ko pane ko
sacha path batalaya
ham he baba ki santan
karuna sindhu jyoti bindu
fir se bharat me aye

bhakti me thokar khai hai
dar dar jisako pane me
bhakti me thokar khai hai
dar dar jisako pane me
wo aya he brahama ke
tan swarg rachane ko
wo aya he brahama ke
tan swarg rachane ko
ham he baba ki santan
karuna sindhu jyoti bindu
fir se bharat me aye
karuna sindhu jyoti bindu
fir se bharat me aye

gyan jisane nirala sunaya
vikari jagat bulaya
gyan jisane nirala sunaya
vikari jagat bulaya
karlo ki lokik pyar ke kar
hamko kamal saman banaya
karlo ki lokik pyar ke kar
hamko kamal saman banaya
ham he baba ki santan
karuna sindhu jyoti bindu
fir se bharat me aye
karuna sindhu jyoti bindu
fir se bharat me aye


0 comments:

Post a Comment

 
Top