Andhiyare Sabhi Mit Rahe - Brahma Kumaris Songs Lyrics


Andhiyare Sabhi Mit Rahe
Ujiyara Aa Gaya
Gyan Sury Fir Se
Shiv Pyara Aa Gaya

Andhiyare Sabhi Mit Rahe
Ujiyara Aa Gaya
Gyan Sury Fir Se
Shiv Pyara Aa Gaya

Andhiyare Sabhi Mit Rahe
Ujiyara Aa Gaya
Gyan Sury Fir Se
Shiv Pyara Aa Gaya
Andhiyare Sabhi Mit Rahe

Sansar Fasa Huva Tha
Vikaro Ke Jal Main
Har Manav Bandha Huva Tha
Dukh Ke Janjal Main
Har Aatna Ka Firse
Har Aatna Ka Firse
Vo Sahara Aa Gaya
Gyan Sury Fir Se
Shiv Pyara Aa Gaya
Andhiyare Sabhi Mit Rahe

Vikaro Ke Sagar Main
Is Jagaki Nav Thi
Iswar Bachavo Aakar
Ati Awaz Thi
Har Nav Ko Bachane
Har Nav Ko Bachane
Vo Kinara Aa Gaya
Gyan Sury Fir Se
Shiv Pyara Aa Gaya
Andhiyare Sabhi Mit Rahe

Andhakar Main The Bhatke
Milti Na Raah Thi
Parmatma Ko Paye
Sab Ki Yeh Chah Thi
Har Jyoti Ko Jgane
Har Jyoti Ko Jgane
Vo Dubara Aa Gaya

Gyan Sury Fir Se
Shiv Pyara Aa Gaya
Andhiyare Sabhi Mit Rahe
Ujiyara Aa Gaya
Gyan Sury Fir Se
Shiv Pyara Aa Gaya
Shiv Pyara Aa Gaya
Shiv Pyara Aa Gaya


0 comments:

Post a Comment

 
Top