Shiv Ki Prit Ne Sikhlaya Sab Se Prit Nibhana - Brahma Kumaris Songs Lyrics


Shiv ki prit ne sikhlaya sab se prit nibhana
sab se prit nibhana
sari duniya apni hai ab koi nahi begana
sab se prit nibhana
sab se prit nibhana
sab se prit nibhana
shiv ki prit ne sikhlaya sab se prit nibhana
sab se prit nibhana

marg dikhaya tune aisa ho gai gyan ki bhor
pana tha jo paliya hai bandh ke tujase dor
or kaha ham payege ab ye anamol khajana
ye anamol khajana
shiv ki prit ne sikhlaya sab se prit nibhana
sab se prit nibhana

divy guno se shiv baba tu ham ko roj sajaye
jyoti bindu se nihar lage to sneh sada niharaye
daso dishao ko mahakaye tera prem tarana
tera prem tarana
shiv ki prit ne sikhlaya sab se prit nibhana
sab se prit nibhana
sab se prit nibhana
sab se prit nibhana

shiv ki prit ne sikhlaya sab se prit nibhana
sab se prit nibhana
sab se prit nibhana


0 comments:

Post a Comment

 
Top