Sankalpo Ka Dhan He Sabse Bada Khajana - Brahma Kumaris Songs Lyrics


Yo to koi dhan nahi he gavana
yo to koi dhan nahi he gavana
sankalpo ka dhan he sabse bada khajana
sankalpo ka dhan he sabse bada khajana
yo to koi dhan nahi he gavana

sankalpo se chalate he vani karm hamare
ye sankalp badalte he suraj chand sitare
sankalpo se chalate he vani karm hamare
ye sankalp badalte he suraj chand sitare
kan kan me sadbhav bhav bhar sabka bhagy jagana
kan kan me sadbhav bhav bhar sabka bhagy jagana
sankalpo ka dhan he sabse bada khajana
sankalpo ka dhan he sabse bada khajana
yo to koi dhan nahi he gavana

bhatake sankalpo ko sundar disha pradan kare
sabhi dishame in shubh sankalpo ka dan kare
bhatake sankalpo ko sundar disha pradan kare
sabhi dishame in shubh sankalpo ka dan kare
ek ek sankalp ratan se swrinim swarg bana na
ek ek sankalp ratan se swrinim swarg bana na
sankalpo ka dhan he sabse bada khajana
sankalpo ka dhan he sabse bada khajana
yo to koi dhan nahi he gavana

sankalpo se banai he brahma ne srushti ko
sankalpo se hame badal na apni hi drishti ko
sankalpo se banai he brahma ne srushti ko
sankalpo se hame badal na apni hi drishti ko
pavan drishti vruti se he pavan vishv bana na
pavan drishti vruti se he pavan vishv bana na
sankalpo ka dhan he sabse bada khajana
sankalpo ka dhan he sabse bada khajana


0 comments:

Post a Comment

 
Top