Tapasvi Vahi Jinke Ang Ang Ho Shital - Brahma Kumaris Songs Lyrics
Tapasvi vahi jinke ang ang ho shital
tapasvi vahi jinke ang ang ho shital
mukh madhuras chhalakaye
nain sudha varasaye
mukh madhuras chhalakaye
nain sudha varasaye
prabhu pe nochhavar ho sarvs apna
sukh me sada leheraye
prabhu sandesh sunaye
prabhu pe nochhavar ho sarvs apna
sukh me sada leheraye
prabhu sandesh sunaye
tapasvi vahi
apne swaman ke asan pe
raheke khudape kare jo anushasan
unke liye hi he is sangam par
prabhu ke dilka singhasan
apne swaman ke asan pe
raheke khudape kare jo anushasan
unke liye hi he is sangam par
prabhu ke dilka singhasan
yog agan ke madhur tapan se
jag ke tap mitaye
prabhu sandesh sunaye
tapasvi vahi
tapasvi vahi jinke ang ang ho shital
mukh madhuras chhalakaye
nain sudha varasaye
prabhu pe nochhavar ho sarvs apna
sukh me sada leheraye
sukh me sada leheraye
prabhu sandesh sunaye
tapasvi vahi
had ke akarshan se pare
wo ek ke akarshan me rahe
unake subeh saam dil me dilaram
mahima prabhu ki dhadakan me rahe
had ke akarshan se pare
wo ek ke akarshan me rahe
unake subeh saam dil me dilaram
mahima prabhu ki dhadakan me rahe
apne tapasvi jivan se jan jan ko
sat ka marg dikhaye
prabhu sandesh sunaye
tapasvi vahi
tapasvi vahi jinke ang ang ho shital
mukh madhuras chhalakaye
nain sudha varasaye
prabhu pe nochhavar ho sarvs apna
sukh me sada leheraye
prabhu sandesh sunaye
tapasvi vahi
tapasvi vahi
tapasvi vahi
tapasvi vahi
0 comments:
Post a Comment