Aatm Chintan Karo - Brahma Kumaris Songs Lyrics


Aatm chintan karo
prabhu ka chintan karo
aatm chintan karo
prabhu ka chintan karo
prabhu ka chintan karo
prabhu ka chintan karo
aatm chintan karo
prabhu ka chintan karo
aatm chintan karo
prabhu ka chintan karo
baki duniya ki bato me rakha he kya
baki duniya ki bato me rakha he kya
sadvicharo ke sagar ka manthan karo
sadvicharo ke sagar ka manthan karo
pilo amrit banalo ye jivan naya
pilo amrit banalo ye jivan naya
aatm chintan karo
prabhu ka chintan karo
aatm chintan karo
prabhu ka chintan karo

aatma aap to nyare he deh se
aatma aap to nyare he deh se
aatma dekhi ye bhal par sneh se
aatma dekhi ye bhal par sneh se
sakshi rista bano sathi prabhu ke bano
sakshi rista bano sathi prabhu ke bano
khel me koi roye to koi hase
apna apna sabhi ka yaha rasta
dusare rasto se he kya vasta
aatm chintan karo
prabhu ka chintan karo
aatm chintan karo
prabhu ka chintan karo

dekho dhadakan me koi yahi ga raha
dekho dhadakan me koi yahi ga raha
sath laye the kya sath kya ja raha
sath laye the kya sath kya ja raha
prem se sath me sabke hil mil raho
prem se sath me sabke hil mil raho
khush vahi se vase jo duva pa raha
din bandhu daya nidhi ki santan ham
kyu lutaye n sukh shanti karuna daya
aatm chintan karo
prabhu ka chintan karo
aatm chintan karo
prabhu ka chintan karo

baki duniya ki bato me rakha he kya
baki duniya ki bato me rakha he kya
sadvicharo ke sagar ka manthan karo
sadvicharo ke sagar ka manthan karo
pilo amrit banalo ye jivan naya
pilo amrit banalo ye jivan naya
aatm chintan karo
prabhu ka chintan karo
aatm chintan karo
prabhu ka chintan karo
aatm chintan karo
prabhu ka chintan karo
aatm chintan karo
prabhu ka chintan karo


0 comments:

Post a Comment

 
Top