Jhum Kar Ham Ga Rahe Hai - Brahma Kumaris Songs Lyrics


Jaise fulo me he sugandh
jaise badal me he pani
dikhe nahi duniya valo ko
bhagavad shakti suhani

jhum kar ham ga rahe hai
aaj swagat gan
jhum kar ham ga rahe hai
aaj swagat gan
mukt mann se ham kare
sab ka sada sanman
mukt mann se ham kare
sab ka sada sanman
jhum kar ham ga rahe hai
aaj swagat gan
jhum kar ham ga rahe hai
aaj swagat gan
swagatam, swagatam
swagatam, swagatam
swagatam, swagatam
swagatam, swagatam
swagatam, swagatam

bhal par anand ka
kum kum lagaye ham
ekta sukh shanti ka
chandan lutaye ham
bhal par anand ka
kum kum lagaye ham
ekta sukh shanti ka
chandan lutaye ham
namrta ki aarati he
dip he muskan
namrta ki aarati he
dip he muskan
jhum kar ham ga rahe hai
aaj swagat gan
jhum kar ham ga rahe hai
aaj swagat gan
swagatam, swagatam
swagatam, swagatam
swagatam, swagatam
swagatam, swagatam
swagatam, swagatam

divy guno ke fulo ka
laye ham upahar
bhavana ki sugandh ko
aap kare svikar
divy guno ke fulo ka
laye ham upahar
bhavana ki sugandh ko
aap kare svikar
param pita de ham sab ko
kalyan ka varadan
param pita de ham sab ko
kalyan ka varadan
jhum kar ham ga rahe hai
aaj swagat gan
jhum kar ham ga rahe hai
aaj swagat gan
swagatam, swagatam ---- (25)


0 comments:

Post a Comment

 
Top