Moun Ki Bhasha Jo Samaje - Brahma Kumaris Songs Lyrics


Moun ki bhasha jo samaje
moun ki bhasha jo samaje
antar ka sukh wo pata hai
moun ki bhasha jo samaje
antar ka sukh wo pata hai
moun ki bhasha jo samaje

avaz ki duniya se pare
do pal dur jo jaye
bahar ke jag se rahekar
nyara adabhut vishram paye
asim anand ke sagar me
wo sada laherata hai
moun ki bhasha jo samaje
antar ka sukh wo pata hai
moun ki bhasha jo samaje

mann sada muskaye
usaka tan se rahe jo dur
sarv shaktiyo ke bal se
rahe wo sada bharapur
apne antar sadguno ki
khan wo bharata jata hai
moun ki bhasha jo samaje
antar ka sukh wo pata hai
moun ki bhasha jo samaj

jut jate he sahej hi shiv se
mann ke sab hi tar
mann hi mann me bharajati he
akhut shakti apar
anant pyar ki anubhuti
mann ka moun karata hai
moun ki bhasha jo samaje
antar ka sukh wo pata hai


0 comments:

Post a Comment

 
Top