Rajyog Dhyan Kar - Brahma Kumaris Songs Lyrics


Om shanti shanti shanti
om shanti shanti shanti
rajyog dhyan kar
dhyan kar dhyan kar dhyan kar
rajyog dhyan kar
dhyan kar dhyan kar dhyan kar
param pita ka dhyan kar
dhyan kar dhyan kar
rajyog dhyan kar dhyan kar
param pita ka dhyan kar
dhyan kar dhyan kar
deh ki divaro se uth kar dhyan kar
dhyan kar dhyan kar dhyan kar
rajyog dhyan kar
dhyan kar dhyan kar dhyan kar
om shanti shanti shanti
om shanti shanti shanti

antar mann se aavaje kuchh
dhimi dhimi aati
om shanti murali ki dhun par
yaad ke git sunati
deh dhara he aatma usame
kuchh din basne aai
yog ki mudra me yogi ne
dhyan ki jyot jagai
ichha bhandaro se uthkar
dhyan kar dhyan kar
param pita ka dhyan kar
dhyan kar dhyan kar dhyan kar
om shanti shanti shanti
om shanti shanti shanti

naswar deh ki baisakhi par
kabtak dodega bhogi
prajapita ke dhyan matr se
sukh me dolega yogi
pankh dhyan ke upar upar
uda uda le jaye
nirakar ke desh me tujako
gyan sikha ke bithaye
amrit vela amrit kshan he
amrit paan karaye
murali ki dhun par sangam yug ke
sur baba leheraye
sur baba leheraye
rajyog dhyan kar
dhyan kar dhyan kar
param pita ka dhyan kar
dhyan kar dhyan kar
om shanti shanti shanti
om shanti shanti shanti


0 comments:

Post a Comment

 
Top