Apni Chintan Ki Dhara Badal Do - Brahma Kumaris Songs Lyrics

Apni chintan ki dhara badal do
rog chinta ka mit jayega
kar tapasya karo yad shiv ko
dil ko aaram miljayega
apni chintan ki dhara badal do
rog chinta ka mit jayega
apni chintan ki dhara badal do
jidagi ki imarat bani he
khyal jaisa bhi tumane kiya hai
jidagi ki imarat bani he
khyal jaisa bhi tumane kiya hai
bij boya he jaisa bhi mann me
fal usika tumane liya hai
fal usika to tumane liya hai
sneh sachita ke sankalp lawo
dar sukho ka wo khul jayega
apni chintan ki dhara badal do
rog chinta ka mit jayega
apni chintan ki dhara badal do
jaisa sochoge vaisa banoge
bol or karm badalege sare
jaisa sochoge vaisa banoge
bol or karm badalege sare
karm me yog kardo samil yog hi jidagi ko savare
yog hi jidagi ko savare
apni vani se amrit lutao
bol varadani ban jayega
apni chintan ki dhara badal do
rog chinta ka mit jayega
apni chintan ki dhara badal do
jidagi ki bhatati ye naiya paar
hogi tapasya ke bal se
jidagi ki bhatati ye naiya paar
hogi tapasya ke bal se
sab mushkile paar kardo
apni ruhani takat ke bal se
apni ruhani takat ke bal se
shiv pita hi he apana sahara
unaki yadome sukh payega
apni chintan ki dhara badal do
rog chinta ka mit jayega
kar tapasya karo yad shiv ko
dil ko aaram miljayega
apni chintan ki dhara badal do
0 comments:
Post a Comment