Naino Se Swagat Vani Se Swagat - Brahma Kumaris Songs Lyrics
Naino se swagat vani se swagat
laye sankalpo ke haar
ke aap aye hamare dvar
ke aap aye hamare dvar
naino se swagat vani se swagat
laye sankalpo ke haar
ke aap aye hamare dvar
ke aap aye hamare dvar
aaj khulle he bhagy ke dhare
lekar ke khushiya aap padhare
aaj khulle he bhagy ke dhare
lekar ke khushiya aap padhare
har mann kare satkar
ke aap aye hamare dvar
ke aap aye hamare dvar
naino se swagat vani se swagat
laye sankalpo ke haar
ke aap aye hamare dvar
ke aap aye hamare dvar
sneh pushpo ki varsha barasai
mathe vijay tilak lagaye
ji tilak lagaye
sneh pushpo ki varsha barasai
mathe vijay tilak lagaye
hraday se karo svikar
ke aap aye hamare dvar
ke aap aye hamare dvar
naino se swagat vani se swagat
laye sankalpo ke haar
ke aap aye hamare dvar
ke aap aye hamare dvar
swagat kare vani ki kahani
swagat bhare har nayan nurani
swagat kare vani ki kahani
swagat bhare har nayan nurani
palako me pyar apar
ke aap aye hamare dvar
ke aap aye hamare dvar
naino se swagat vani se swagat
laye sankalpo ke haar
ke aap aye hamare dvar
ke aap aye hamare dvar
0 comments:
Post a Comment