Abhivadan Abhinandan - Brahma Kumaris Songs Lyrics


Abhivadan abhinandan
abhivadan abhinandan
atithi vishesh hamare
naam tumhara amar rahe
naam tumhara amar rahe
jabtak he nabh me tare
jabtak he nabh me tare
abhivadan abhinandan
abhivadan abhinandan
atithi vishesh hamare

tal tal par sang sang ham
hilmil gaye har dam
tal tal par sang sang ham
hilmil gaye har dam
sanso ke tajo par bajati
vishv prem ki saragam
mann se mann ke tar mile ho
mann se mann ke tar mile ho
jume nar nari sare
jume nar nari sare
abhivadan abhinandan
abhivadan abhinandan
atithi vishesh hamare

prem ekta mantr hamara
shanti dut kahelate
prem ekta mantr hamara
shanti dut kahelate
sadguno ke sugandh se ham
sare jag ko mahekate
pavitrta ka amrit barase
pavitrta ka amrit barase
ghar ghar dvare dvare
ghar ghar dvare dvare
abhivadan abhinandan
abhivadan abhinandan
atithi vishesh hamare
naam tumhara amar rahe
naam tumhara amar rahe
jabtak he nabh me tare
jabtak he nabh me tare
abhivadan abhinandan
abhivadan abhinandan
atithi vishesh hamare
atithi vishesh hamare


0 comments:

Post a Comment

 
Top