Ye Angan Ye Dvare Suraj Sitare - Brahma Kumaris Songs Lyrics


Ye angan ye dvare suraj sitare
kaheta ye sansar hai
parampita ke priy janoka
swagat varamvar hai
parampita ke priy janoka
swagat varamvar hai
ye angan ye dvare suraj sitare
kaheta ye sansar hai
parampita ke priy janoka
swagat varamvar hai

pushp prem ke laye he ham
seva he aaradhna
dip jalaye shraddha ke ham
aarati he sadbhavana
prabhu ka ye parivar he
aapka ye gharbar hai
shobha aparam paar he
khushiyo ki bharmar hai
parampita ke priy janoka
swagat varamvar hai
parampita ke priy janoka
swagat varamvar hai
ye angan ye dvare suraj sitare
kaheta ye sansar hai
parampita ke priy janoka
swagat varamvar hai

jag parivartan ki he bela
nij ka parivartan karalo
parampita ke pyar se
apane jivan ki joli bharalo
vakt ki yahi pukar he
aaj ki ye darkar hai
khushiyo ki jankar he
swagat ki bahar hai
parampita ke priy janoka
swagat varamvar hai
parampita ke priy janoka
swagat varamvar hai
ye angan ye dvare suraj sitare
kaheta ye sansar hai
parampita ke priy janoka
swagat varamvar hai
parampita ke priy janoka
swagat varamvar hai
parampita ke priy janoka
swagat varamvar hai


0 comments:

Post a Comment

 
Top