Sab Ka Malik Ek - Brahma Kumaris Songs Lyrics


Ayam nijah paro veti
ganana laghu chetasa
udar charita nantu
vasudhaiy kutubkam

sab ka malik ek
fir kyu bata huva sansar he
sab ka malik ek
fir kyu bata huva sansar he
sach puchho to sari duniya
apna hi parivar he
sach puchho to sari duniya
apna hi parivar he
sab ka malik ek
fir kyu bata huva sansar he
sach puchho to sari duniya
apna hi parivar he
sach puchho to sari duniya
apna hi parivar he

ek dusare se nafarat
sare jagado ka mol he
sare jagado ka mol he
ye mera he wo tera he
yahi sochana bhul he
yahi sochana bhul he
om shanti wo mantr he jo
jivan ko safal banaye
om shanti wo mantr he jo
jivan ko safal banaye
uch nich ka bhed mitaye
prem ka path padhaye
uch nich ka bhed mitaye
prem ka path padhaye
is dharati par sab ko
sukh se jineka adhikar he
sach puchho to sari duniya
apna hi parivar he
sab ka malik ek
fir kyu bata huva sansar he
sach puchho to sari duniya
apna hi parivar he
sach puchho to sari duniya
apna hi parivar he

jati dharm or rang bhed
ye sab hamnehi banaya
ye sab hamnehi banaya
aatama ka swadharm bhule
apna lage paraya
apna lage paraya

alag alag he rang ful ke
mati sab ki ek he
alag alag he rang ful ke
mati sab ki ek he
mala koi bana ye lekin
mali sabka ek he
mala koi bana ye lekin
mali sabka ek he
jivan naiya paar utare
shiv hi wo patavar hai
sach puchho to sari duniya
apna hi parivar he
sab ka malik ek
fir kyu bata huva sansar he
sach puchho to sari duniya
apna hi parivar he
sach puchho to sari duniya
apna hi parivar he
sab ka malik ek
fir kyu bata huva sansar he
sach puchho to sari duniya
apna hi parivar he  -------- (10)


0 comments:

Post a Comment

 
Top