Shiv Pita Ka Jhanda Fehar Raha He - Brahma Kumaris Songs Lyrics


Shiv pita ka jhanda fehar raha he
shiv pita ka jhanda fehar raha he
sansar ke kone kone me
bhumandal sara badal raha
ab der n satyug hone me
shiv pita ka jhanda fehar raha he
sansar ke kone kone me
bhumandal sara badal raha
ab der n satyug hone me
shiv pita ka jhanda fehar raha he

raat ghaneri ke aanchal se
sukhad savera jak raha
kintu bada na sukh palye
aisa parivartan maag raha
rat ghaneri ke aanchal se
sukhad savera jak raha
kintu bada na sukh palye
aisa parivartan maag raha
mann ko badalo mat lage raho
mann ko badalo mat lage raho
tan ke o khel khilone me
bhumandal sara badal raha
ab der n satyug hone me
shiv pita ka jhanda fehar raha he

aaj himalay ki choti se
dhul kar ye elaan karo
jago ae jag valo
bharat me aya bhagavan tha wo
aaj himalay ki choti se
dhul kar ye elaan karo
jago ae jag valo
bharat me aya bhagavan tha wo
bhagy bana ne ki ghadiya he
bhagy bana ne ki ghadiya he
kahi bit n jaye sone me
bhumandal sara badal raha
ab der n satyug hone me
shiv pita ka jhanda fehar raha he

kitano ne takadir jagali
kitane jagane aye he
mat puchho ki shiv baba
se kya kya ham ne paya he
kitano ne takadir jagali
kitane jagane aye he
mat puchho ki shiv baba
se kya kya ham ne paya he
muskan ka wo varadan lutata
muskan ka wo varadan lutata
aap lage o rone me
bhumandal sara badal raha
ab der n satyug hone me
shiv pita ka jhanda fehar raha he
shiv pita ka jhanda fehar raha he
sansar ke kone kone me
bhumandal sara badal raha
ab der n satyug hone me
shiv pita ka jhanda fehar raha he
shiv pita ka jhanda fehar raha he
shiv pita ka jhanda fehar raha he
shiv pita ka jhanda fehar raha he


0 comments:

Post a Comment

 
Top