Mere Bharat Ki Dharti Par Chhaya - Brahma Kumaris Songs Lyrics


Mere Bharat Ki Dharti Par Chhaya
Maya Ka Saya Hai
Mere Bharat Ki Dharti Par Chhaya
Maya Ka Saya Hai
Ab Naya Savera Lane Ko
Bharat Main Shiv Aya Hai
Ab Naya Savera Lane Ko
Bharat Main Shiv Aya Hai
Mere Bharat Ki Dharti Par

Tum Chodo Panch Vikaro Ko
Ab Uth Ke Gyan Ka Snan Karo
Tum Chodo Panch Vikaro Ko
Ab Uth Ke Gyan Ka Snan Karo
Sangam Ki Pavan Bela Main
Fir Bharat Uthhan Karo
Jago Mere Bharat Vasi
Jago Mere Bharat Vasi
Shiv Tumhe Jagane Aya Hai
Ab Naya Savera Lane Ko
Bharat Main Shiv Aya Hai
Mere Bharat Ki Dharti Par

Maya Main Chaye Bharat Ko
Shiv Ne Aa Lalkara Hai
Maya Main Chaye Bharat Ko
Shiv Ne Aa Lalkara Hai
Taj Deh Bhan Karo
Karo Gyan Dan
Ab Yahi Hamara Nara Hai
Bas Yad Karo Prati Pal Usko
Jo Parm Dham Se Aya Hai
Ab Naya Savera Lane Ko
Bharat Main Shiv Aya Hai
Mere Bharat Ki Dharti Par

Jago Hai Dev Pujari Tumhe
Ab Khud Ko Dev Banana Hai
Jago Hai Dev Pujari Tumhe
Ab Khud Ko Dev Banana Hai
Pavan Bankar Yog Lagakar
Uch Dev Pad Pana Hain
De De Usko Tan Man Jisne
Tum Sab Ko Apnaya Hai
Ab Naya Savera Lane Ko
Bharat Main Shiv Aya Hai
Bharat Main Shiv Aya Hai
Bharat Main Shiv Aya Hai


0 comments:

Post a Comment

 
Top