Paake Tujko Baba Sukh Ka Sar Paliya - Brahma Kumaris Songs Lyrics


Baba tumane bana ke apna
hamako mahan bana diya
pane ka na kuchh raha
jab tuj ko paliya

paake tujko baba sukh ka
sar paliya
pake tujko baba sukh ka
sar paliya
ab paneka na kuchh raha
jab tujko paliya
ab paneka na kuchh raha
jab tujko paliya
o pyare pyare baba
o mithe baba
o pyare pyare baba
o mithe baba

duniya ko milgaya
jeevan mukti adhikar
duniya ko milgaya
jeevan mukti adhikar
tune aakar hame diya
janmo ka khoya pyar
tune aakar hame diya
janmo ka khoya pyar
mang te the jo dar dar
unhe data bana diya
mang te the jo dar dar
unhe data bana diya
pake tujko baba sukh ka
sar paliya
pake tujko baba sukh ka
sar paliya
pane ka na kuchh raha
jab tuj ko paliya
pane ka na kuchh raha
jab tuj ko paliya
o pyare pyare baba
o mithe baba
o pyare pyare baba
o mithe baba

tuj me paya he sansar
khushiyo ka tu he bhandar
tuj me paya he sansar
khushiyo ka tu he bhandar
kodi jaisa tha ye jeevan
hira bana diya
kodi jaisa tha ye jeevan
hira bana diya
tune hira bana diya
pake tujko baba sukh ka
sar paliya
pake tujko baba sukh ka
sar paliya
pane ka na kuchh raha
jab tuj ko paliya
pane ka na kuchh raha
jab tuj ko paliya
o pyare pyare baba
o mithe baba
o pyare pyare baba
o mithe baba

rom rom ne rahat pai
rag rag me teri yaad samai
rom rom ne rahat pai
rag rag me teri yaad samai
shiksha ye tune samai
maryada ki raah dikhai
shiksha ye tune samai
maryada ki raah dikhai
dukho ne le li vidai
vardata paliya
dukho ne le li vidai
vardata paliya
pake tujko baba sukh ka
sar paliya
pake tujko baba sukh ka
sar paliya
pane ka na kuchh raha
jab tuj ko paliya
pane ka na kuchh raha
jab tuj ko paliya
o pyare pyare baba
o mithe baba ------- (10)


0 comments:

Post a Comment

 
Top