Aabu Ki Pehechan Karalo - Brahma Kumaris Songs Lyrics


Vishv ke nav nirman ka darshan 
karalo sab sansari
git alokik shiv baba ka
aabu bhumi ati pyari

sarvatam he bij aabu ka
karalo sab pehechan
sarvatam he bij aabu ka
karalo sab pehechan
yaha madhy aur naye vishv ki
ishvar shakti ka gyan
yaha madhy aur naye vishv ki
ishvar shakti ka gyan
aabu ki pehechan karalo ----- (4)

dikhati he adbhut kahani
dishti badal ne vali
dikhati he adbhut kahani
dishti badal ne vali
milati he pita bhumi se
pita gyan ki pyali
milati he pita bhumi se
pita gyan ki pyali
brahma mukh se tum sab palo
shiv baba ka gyan
brahma mukh se tum sab palo
shiv baba ka gyan
aabu ki pehechan karalo ----- (4)

shiv ko apne pita samaj kar
shuddh gyan pehechana
shiv ko apne pita samaj kar
shuddh gyan pehechana
shiv baba ka marm janakar
aatm gyan pehechano
shiv baba ka marm janakar
aatm gyan pehechano
anubhav ke ek darshan dekar
dharalo apne pran
anubhav ke ek darshan dekar
dharalo apne pran
aabu ki pehechan karalo ----- (4)


0 comments:

Post a Comment

 
Top