Shiv Ka Jhanda Uch Mahan - Brahma Kumaris Songs Lyrics


Shiv ka jhanda uch mahan
shiv ka sada hoga samman
sarv ka pita wo shiv bhagavan
shiv ka gyan kare kalyan
shiv ka jhanda uch mahan
shiv ka sada hoga samman
sarv ka pita wo shiv bhagavan
shiv ka gyan kare kalyan
shiv ka jhanda uch mahan

sab jhando ko ek kare jo
wo yah jhanda nyara he
is par nishan jyoti bindu ka
jo sabka sahara he
sab jhando ko ek kare jo
wo yah jhanda nyara he
is par nishan jyoti bindu ka
jo sabka sahara he
sab karate he uska dhyan
shiv ka sada hoga samman
sarv ka pita wo shiv bhagavan
shiv ka gyan kare kalyan
shiv ka jhanda uch mahan

yahi jhanda is duniya me
sukh shanti barasata he
har manav ko mukti jeevan
mukti ki raah dikhata he
yahi jhanda is duniya me
sukh shanti barasata he
har manav ko mukti jeevan
mukti ki raah dikhata he
sarv ko deta he varadan
shiv ka sada hoga samman
sarv ka pita wo shiv bhagavan
shiv ka gyan kare kalyan
shiv ka jhanda uch mahan

jag ki jyoti param pita shiv
sabki jyoti jagata he
karata he prakash vishv me
sab andhiyar mitata he
jag ki jyoti param pita shiv
sabki jyoti jagata he
karata he prakash vishv me
sab andhiyar mitata he
pavan karata unka gyan
shiv ka sada hoga samman
sarv ka pita wo shiv bhagavan
shiv ka gyan kare kalyan
shiv ka jhanda uch mahan
shiv ka sada hoga samman
sarv ka pita wo shiv bhagavan
shiv ka gyan kare kalyan
shiv ka jhanda uch mahan


0 comments:

Post a Comment

 
Top