Aapki Santan Hai Hum Aapse Kya Prarthana - Brahma Kumaris Songs Lyrics


Aapki santan hai hum aapse kya Prarthana
mage bina dete hame to fir kare kyu yachna
fir kare kyu yachna
aapki santan hai hum aapse kya Prarthana

srishti natak manch hai ham to abhinay kar rahe
ham to abhinay kar rahe
ye jagat parivar apna pyar se ham bhar rahe
pyar se ham bhar rahe
sat kram hi puja hamari seva hai aaradhna
seva hai aaradhna
aapki santan hai hum aapse kya Prarthana

johua achha hua achha hai jo bhi ho raha
achha hai jo bhi ho raha
hoga jo achha hai wo ye gyan ham ko dhoraha
ye gyan ham ko dhoraha
shiv pita hai aap mere to hame kya sochna
to hame kya sochna
aapki santan hai hum aapse kya Prarthana

vishv nandan van bane sab prem se hil mil rahe
sab prem se hil mil rahe
sarv ka kalyan ho sab ko sabhi apna kahe
sab ko sabhi apna kahe
man me hai sab ke liye shubh bhavana
shubh kamna
bhavana shubh kamna

aapki santan hai hum aapse kya Prarthana
mage bina dete hame to fir kare kyu yachna
fir kare kyu yachna
aapki santan hai hum aapse kya Prarthana
aapki santan hai hum aapse kya Prarthana
aapki santan hai hum aapse kya Prarthana
aapki santan hai hum aapse kya Prarthana


0 comments:

Post a Comment

 
Top