Sagar Se Gahara Gagan Se Ucha Baba Hai Pyar Tumhara - Brahma Kumaris Songs Lyrics


Sagar se gahara gagan se ucha baba hai pyar tumhara
shiv baba pyar tumhara
sagar se gahara gagan se ucha baba hai pyar tumhara
shiv baba pyar tumhara

tumhari mamata me hamne hai paya
jivan ka sukh sara
anupam pyar tumhara
sagar se gahara gagan se ucha baba hai pyar tumhara
shiv baba pyar tumhara

shanti ke sagar sukh karta guno ke bhandar tumhi
jagat ke palan har tumhi ho bachcho ke sansar tumhi ho
tumse jivan kamal hai khilta prano se tu pyara
shiv baba pyar tumhara
sagar se gahara gagan se ucha baba hai pyar tumhara
shiv baba pyar tumhara

chamak uthe kismat ke sitare jab se tumhara pyar mila
tu dhar karan ham ko apne manushy janm ka saar mila
ab to nayan me tumhari jakhi tumhara hi hai najara
shiv baba pyar tumhara
sagar se gahara gagan se ucha baba hai pyar tumhara
shiv baba pyar tumhara

ek alaukik harsh ka anubhav ham hardam karate hai
tumhari pyar bhari yado ko ham dil me bhar te hai
hai jyotimay tum ne hamara dur kiya andhiyara
shiv baba pyar tumhara
sagar se gahara gagan se ucha baba hai pyar tumhara
shiv baba pyar tumhara
sagar se gahara gagan se ucha baba hai pyar tumhara
shiv baba pyar tumhara


0 comments:

Post a Comment

 
Top