Jeevan Ki Lay Par Saso Ki Sur Me - Brahma Kumaris Songs Lyrics


Jeevan ki lay par saso ki sur me
dil ye hamara gunguna raha hai
gunguna raha hai
karan karavan haar param pita hai
wo hi to hamse karava raha hai
karava raha hai
jeevan ki lay par saso ki sur me

mahek ti hai madhuban ki ful or kaliya
chahek ti hai khusiyo se man ki ye galiya
wo hi bagba wo hi mali hamara
har ek gulshan maheka raha hai
maheka raha hai
jeevan ki lay par saso ki sur me

param pita ki jo raho pe chalte
unake hi arama sada pure hote
tum ho pita ham bachche tumhare
seva ye ham se wo karava raha hai
karava raha hai
jeevan ki lay par saso ki sur me

bana kar ke sathi wo jag hai badal ta
wo kar ke shakshi Swarg hai rachata
hamari surat se ho ke wo roshan
jalava wo apna dikhla raha hai
dikhla raha hai

jeevan ki lay par saso ki sur me
dil ye hamara gunguna raha hai
gunguna raha hai
karan karavan har param pita hai
wo hi to hamse karava raha hai
karava raha hai
jeevan ki lay par saso ki sur me
jeevan ki lay par saso ki sur me
jeevan ki lay par saso ki sur me


0 comments:

Post a Comment

 
Top