Gyan Amrit Pilata Chal Ruho Ki Pyas Bujata Chal - Brahma Kumaris Songs Lyrics


Gyan amrit pilata chal
ruho ki pyas bujata chal
gyan amrit pilata chal
ruho ki pyas bujata chal
lekar yog mashal hath me
lekar yog mashal hath me
sabhi ko raah dikhata chal
gyan amrit pilata chal
ruho ki pyas bujata chal

shiv jo pavan gyan barasaye
jan jan ko sandesh sunaye
shiv jo pavan gyan barasaye
jan jan ko sandesh sunaye
manav jage jag ko jagaye
sabki atm jyoti jagaye
de atma ki tu pahechan
dukhi ko sukhi banata chal
gyan amrit pilata chal
ruho ki pyas bujata chal

kar pratigna aaj swyam tu
nav sansar rachayege
kar pratigna aaj swyam tu
nav sansar rachayege
tan man ki aahuti dekar
swrinim bharat layege
bhar bharkar guno se
joli har gun tu lutata chal
gyan amrit pilata chal
ruho ki pyas bujata chal

lekar yog mashal hath me
lekar yog mashal hath me 
sabhi ko raah dikhata chal
gyan amrit pilata chal
ruho ki pyas bujata chal


0 comments:

Post a Comment

 
Top