Na Dvesh Rahe Na Rag Rahe - Brahma Kumaris Songs Lyrics

Na dvesh rahe na rag rahe
na dvesh rahe na rag rahe
ham sabka pyar pane avo is sansar me
sanmanit jivan jile
sanmanit jivan jile
samay ki pukar he samay ki pukar he
samay ki pukar he samay ki pukar he
ha safal he karana wakt hame
jivan me dradhata laye
prem saras ras barasaye
drishti me divyta laye
divyta laye
mann me rakhe ham kshma bhav
jan jan ka adar karne
awo is sansar me sanmanit jivan jile
sanmanit jivan jile
samay ki pukar he samay ki pukar
samay ki pukar he samay ki pukar
ham jagege tab nayi nayisi ashaye jag jayegi
jivan khushahal banega ye jindagi muskaye gi
muskaye gi
ham karmyogi bankar ke parivartan jivan karale
awo is sansar me sanmanit jivan jile
sanmanit jivan jile
samay ki pukar he samay ki pukar
samay ki pukar he samay ki pukar
na dvesh rahe na rag rahe
na dvesh rahe na rag rahe
ham sabka pyar pane avo is sansar me
sanmanit jivan jile
sanmanit jivan jile
samay ki pukar he samay ki pukar
samay ki pukar he samay ki pukar
0 comments:
Post a Comment