Aatm Chintan Se Hi Hoga - Brahma Kumaris Songs Lyrics


Aatm chintan se hi hoga
aatm parivartan
aatm chintan se hi hoga
aatm parivartan
aatm parivartan karega
aatm parivartan karega
vishv parivartan
aatm chintan se hi hoga

vishv ke kalyan hit
kuchh ek palko lijiye
vishv ke kalyan hit
kuchh ek palko lijiye
shant or ekant mann me
dhyan itna dijiye
shant or ekant mann me
dhyan itna dijiye
ham kon aye kyu yaha
ham kon aye kyu yaha
kare aatm anveshan
aatm chintan se hi hoga
aatm parivartan
aatm parivartan karega
aatm parivartan karega
vishv parivartan
aatm chintan se hi hoga

tan se nyari divy pyari
me sachetan aatma
tan se nyari divy pyari
me sachetan aatma
sarv shakti van shiv
mere pita paramatma
sarv shakti van shiv
mere pita paramatma
unke niradeshan me mera
unke niradeshan me mera
tan pe anushasan
aatm chintan se hi hoga
aatm parivartan
aatm parivartan karega
vishv parivartan
aatm chintan se hi hoga


0 comments:

Post a Comment

 
Top