Aatma Darshan Swayam Ka Darshan - Brahma Kumaris Songs Lyrics


Aatma darshan swayam ka darshan
aatma darshan swayam ka darshan
aatm jyoti jagale
buji hui jagakar jyoti
swarajy fir pale
aatm darshan swayam ka darshan

aatma raja karm indriyo ka
praja ek indriy sari
raja agar swarajy pe betha
sukh sampati ho bhari
swarajy ki raksha kar tu
swarajy ki raksha kar tu
swayam ka pahera lagale
aatma darshan swayam ka darshan

tu rathi rath tan yah tera
age mann rupi ghoda
pakad buddhi ki lagam hath me
sanskaro vas doda
bhula rahi apne path ko
bhula rahi apne path ko
swadarshan se pale
aatm darshan swayam ka darshan
aatm darshan swayam ka darshan
aatm jyoti jagale
buji hui jagakar jyoti
swarajy fir pale
aatm darshan swayam ka darshan
aatm darshan swayam ka darshan

aatm darshan, aatm darshan
aatm darshan, aatm darshan
aatm darshan, aatm darshan
aatm darshan, aatm darshan
aatm darshan, aatm darshan


0 comments:

Post a Comment

 
Top