Ruhani Aur Jismani Doktar Ka Suno Ye Kahena Hai - Brahma Kumaris Songs Lyrics

Ruhani aur jismani doktar ka suno ye kahena hai
ruhani aur jismani doktar ka suno ye kahena hai
chhodo nashili chije agar sansar me sukh se rahena hai

doktar ka suno ye kahena hai
sabse kadi bimari kahelati deh abhiman
kahelati deh abhiman
isme fasakar har manav hota he paresan
isme fasakar har manav hota he paresan
deh ko bhulo atma samajo vapas ghar tume jana hai
ruhani aur jismani doktar ka suno ye kahena hai
doktar ka suno ye kahena hai
kam krodh madhlobh chodo isko kyu apanate hai
isko kyu apanate hai
iske karan janm janm tum rog shok dukh pate ho

sada bhojan uchh vichar ab jivan me lana hai
ruhani aur jismani doktar ka suno ye kahena hai
doktar ka suno ye kahena hai
sang dosh me akar jivan ko na barbad karo
jivan ko na barbad karo
khudko ruh samajkar ruhani pita ko yad karo

charitrvan ban nahi manav jivan ka gehena hai
ruhani aur jismani doktar ka suno ye kahena hai
ruhani aur jismani doktar ka suno ye kahena hai
chhodo nashili chije agar sansar me sukh se rahena hai
chhodo nashili chije agar sansar me sukh se rahena hai
ruhani aur jismani doktar ka suno ye kahena hai
doktar ka suno ye kahena hai
0 comments:
Post a Comment