Shanti Sagar Shanti Ka - Brahma Kumaris Songs Lyrics


Shanti Sagar Shanti Ka
Sansar Rachane Aaya
Shanti Sagar Shanti Ka
Sansar Rachane Aaya
Bharat Main Abu Parvat Par
Shanti Kund Rachaya
Bharat Main Abu Parvat Par
Shanti Kund Rachaya
Shanti Sagar Shanti Ka
Sansar Rachane Aaya

Gyan Yagn Se Pragat Hui
Adbhut Yog Ki Jwala
Har Atma Punya Hui Jab
Piya Amrit Pyala
Shiv Ne Shanti Bhara Kalsh
Shiv Ne Shanti Bhara Kalsh
Brahma Mukha Se Chhalkaya

Shanti Sagar Shanti Ka
Sansar Rachane Aaya
Bharat Main Abu Parvat Par
Shanti Kund Rachaya
Shanti Sagar Shanti Ka
Sansar Rachane Aaya

Vishv Shanti Doot Shivne
Charo Aur Pahuchaye
Shanti Ki Kirno Se Jag Ke
Dukh Aur Pap Mitaye
Shanti Ka Bhandar Shiv Ne
Shanti Ka Bhandar Shiv Ne
Jan Jan Tak Pahuchaya

Shanti Sagar Shanti Ka
Sansar Rachane Aaya
Bharat Main Abu Parvat Par
Shanti Kund Rachaya
Shanti Sagar Shanti Ka
Sansar Rachane Aaya

Sab Ashant The Asha Ayi
Pake Shivka Sahara
Prem Shitalta Shukh Ka Ushne
Bodh Karaya Nyara
Trahi Trahi Karta Tha Manav
Trahi Trahi Karta Tha Manav
Tript Guno Se Paya

Shanti Sagar Shanti Ka
Sansar Rachane Aaya
Bharat Main Abu Parvat Par
Shanti Kund Rachaya

Shanti Sagar Shanti Ka
Sansar Rachane Aaya

Shanti Sagar Shanti Ka
Sansar Rachane Aaya


0 comments:

Post a Comment

 
Top