Charno Me Jaga Magi Thi Hame Dil Me Basa Liya - Brahma Kumaris Songs Lyrics


charno me jaga magi thi hame dil me basa liya
charno me jaga magi thi hame dil me basa liya

the ek najar ke pyase najro me samaliya
aapka shukriya
aapka shukriya

vardan bhri dishtri se hame banaya trikal darshi
janmo ke puny fale hai prabhu daya hai itani barsi
palkho se utha kar moti aakho ka bana liya
the ek najar ke pyase najro me samaliya
aapka shukriya
aapka shukriya

khushiyo ke pankh laga kar ji karta hai udjaoo
prabhu prem ke badal ban kar har man ki pyas bujaoo
sant kramo ke saragam me gun gana sikha diya
the ek najar ke pyase najro me samaliya
aapka shukriya
aapka shukriya

charno me jaga magi thi hame dil me basa liya
charno me jaga magi thi hame dil me basa liya

the ek najar ke pyase najro me samaliya
aapka shukriya
aapka shukriya
aapka shukriya
aapka shukriya
aapka shukriya
aapka shukriya


0 comments:

Post a Comment

 
Top