Dharti Badal Diya Tune Gagan Badal Diya - Brahma Kumaris Songs Lyrics


Dharti badal diya tune gagan badal diya
Dharti badal diya tune gagan badal diya
Teri nazar ne prabhu jivan badal diya

Dharti badal diya tune gagan badal diya
Teri nazar ne prabhu jivan badal diya

Tere pyar ka kashish ye karne laga asar
Dekha jahann sara aane laga idhar
Nakashe kadam pe tere
Jan jan chal diya
Teri nazar ne prabhu jivan badal diya
Dharti badal diya tune gagan badal diya
Teri nazar ne prabhu jivan badal diya

Apni hai khush nashibi
Paye hai jo tha pana
Kitne hi anubhvo ka hame mil gya khjana
Parmatma gnan ye hai
Man ko bhi man ki ya
Teri nazar ne prabhu jivan badal diya
Dharti badal diya tune gagan badal diya
Teri nazar ne prabhu jivan badal diya

Radhe wo tap rahi thi
Or jal rahi thi duniya
Sukhe the ful sare murja gai thi kaliya
Jinda huye hai prem ka shital sa jal diya
Teri nazar ne prabhu jivan badal diya
Dharti badal diya tune gagan badal diya
Teri nazar ne prabhu jivan badal diya
Teri nazar ne prabhu jivan badal diya
Teri nazar ne prabhu jivan badal diya


0 comments:

Post a Comment

 
Top