Ek Hamare Tumhi Sahaare - Brahma Kumaris Songs Lyrics


Ek hamare tumhi sahaare
nain sitare ho prano ke pyare
dil ne apna man liya hai
ham ne tumhe pahachan liya hai
ek hamare tumhi sahaare
nain sitare ho prano ke pyare

lakho parde tumne chhipaye
duniya vale bhi Behka ye
lakho parde tumne chhipaye
duniya vale bhi Behka ye
prabhu hamne tumhe jan liya hai
prabhu hamne tumhe jan liya hai
ham ne liya pahachan
ham ne liya pahachan
ek hamare tumhi sahaare
nain sitare ho prano ke pyare

mann ki dor tumhi sang bandhi
tod sake na tufa andhi
mann ki dor tumhi sang bandhi
tod sake na tufa andhi
sneh pas ne bandh liya hai
sneh pas ne bandh liya hai
ab to bas yahi than liya hai
ab to bas yahi than liya hai
hamne liya pahachan
hamne liya pahachan
ek hamare tumhi sahaare
nain sitare ho prano ke pyare

dil ne apna man liya hai
ham ne tumhe pahachan liya hai
ek hamare tumhi sahaare
nain sitare ho prano ke pyare
nain sitare ho prano ke pyare


0 comments:

Post a Comment

 
Top