Prabhu Milan Ki Mastiyo Me Jum Ta Man Ga Raha - Brahma Kumaris Songs Lyrics


Prabhu milan ki mastiyo me jum ta man ga raha
prabhu milan ki mastiyo me jum ta man ga raha
pana tha jo paliya ab aor kya baki raha
pana tha jo paliya ab aor kya baki raha
prabhu milan ki mastiyo me

ho gya jab prabhu hi apna to na koee gair hai
sari duniya apni hai apna n kis se ver hai
apna n kis se ver hai
gyan sagar man ki gaagr me smata ja raha
pana tha jo paliya ab aor kya baki raha
prabhu milan ki mastiyo me

masti molaee me hai dolat mili prabhu pyar ki
ab rahi kis kam ki ye saltanat sansar ki
ye saltanat sansar ki
jidgi jine ka ham ko he maja ab aa raha
pana tha jo paliya ab aor kya baki raha
prabhu milan ki mastiyo me

aesa sathi kis ka hoga rahe sada jo sath me
bhav se par lgade naiya svrag de sogad me jo
svrag de sogad me
ek samandar pyar ka hai aakho me lahera raha
pana tha jo paliya ab aor kya baki raha
prabhu milan ki mastiyo me jum ta man ga raha
pana tha jo paliya ab aor kya baki raha
pana tha jo paliya ab aor kya baki raha
pana tha jo paliya ab aor kya baki raha


0 comments:

Post a Comment

 
Top