Saath Tumhara Prabhu Kitna Hai Pyara - Brahma Kumaris Songs Lyrics

Saath tumhara prabhu kitna hai pyara
mil gai manzil mil gaya kinara
mil gaya kinara
saath tumhara prabhu kitna hai pyara
roshni hi roshni aati najar hai
ab na Bhamwar ka dar naahi fikar hai
naahi fikar hai
hath me tere jab hath hai hamara
saath tumhara prabhu kitna hai pyara
kis ko khabar hai kon sath hai hamare
jiski najar se chalte chand or tare
chand or tare
kitni hi bar tumne par utara
saath tumhara prabhu kitna hai pyara
apna gagan ab to apni jamin hai
tu milgya to fir hame kya kami hai
hame kya kami hai
kitna hasi lagta har ek najara
saath tumhara prabhu kitna hai pyara
mil gai manzil mil gaya kinara
mil gaya kinara
saath tumhara prabhu kitna hai pyara
saath tumhara prabhu kitna hai pyara
saath tumhara prabhu kitna hai pyara
0 comments:
Post a Comment