Aapne Apna Banaliya Hai - Brahma Kumaris Songs Lyrics


Aapne apna banaliya hai
apne kya kahene
prabhu kya kahene
dil me fulo sa sajaliya hai
apne kya kahene
prabhu kya kahene
aapne apna banaliya hai
apne kya kahene
o prabhu kya kahene
dil me fulo sa sajaliya hai
apne kya kahene
o prabhu kya kahene

hamne socha natha ki wo din bhi aayege
hamne socha natha ki wo din bhi aayege
raah chalate hame bhagavan yu mil jayege
raah chalate hame bhagavan yu mil jayege
jobhi pana tha wo paliya hai
apne kya kahene
aapne apna banaliya hai
prabhu kya kahene

jis ko kehete the ke wo to agam agochar hai
jis ko kehete the ke wo to agam agochar hai
suna raha hai wo murali madhur manohar hai
suna raha hai wo murali madhur manohar hai
raj ye hasti batadiya he
apne kya kahene
aapne apna banaliya hai
prabhu kya kahene

jami ye aasma se hamko najar aati hai
jami ye aasma se hamko najar aati hai 
jindagi mere sang sang gun gunati hai
jindagi mere sang sang gun gunati hai
palko pe apne bitha liya hai
apne kya kahene
aapne apna banaliya hai
prabhu kya kahene

dil me fulo sa sajaliya hai
o prabhu kya kahene
o prabhu kya kahene
o prabhu kya kahene


0 comments:

Post a Comment

 
Top