Jo Tujko Jitna Janta Hai - Brahma Kumaris Songs Lyrics

Jo tujko jitna janta hai
jo tujko jitna janta hai
wo tujasa hi ban jata hai
jo tujako prabhu pahechan ta hai
jo tujako prabhu pahechan ta hai
wo tere hai gun gata hai
jo tujko jitna janta hai
aa gaya saran me jo tere
sab chhod kar hosiyari ko
aa gaya saran me jo tere
sab chhod kar hosiyari ko
ho gaya samrpan tuj par hi
ho gaya samrpan tuj par hi
mann se tyaj duniya dari ko
jo prabhu prem dhan pata hai
jo prabhu prem dhan pata hai
kuchh pana na rahe jata hai
jo tujko jitna janta hai
jis dil me tumhari yaad basi
wo dil jese dil wala hai
jis dil me tumhari yaad basi
wo dil jese dil wala hai
jo tan jab seva me arpit
jo tan jab seva me arpit
wo tan chetnya sivala hai
tan mann pavan ho jata hai
tan mann pavan ho jata hai
wo sukh savan barasa ta hai
jo tujko jitna janta hai
ham rachana hai tum rachata ho
ham jag me tum jag se bahar
ham rachana hai tum rachata ho
ham jag me tum jag se bahar
sab agam nigam ka bhed khula
sab agam nigam ka bhed khula
mila brahm lok se tu aakar
tu jani jann har prabhu
tu jani jann har prabhu
wo jani jise tu batata hai
jo tujko jitna janta hai
jo tujko jitna janta hai
wo tujasa hi ban jata hai
jo tujako prabhu pahechan ta hai
jo tujako prabhu pahechan ta hai
wo tere hai gun gata hai
0 comments:
Post a Comment