Parmatm Pyar Ke Panchhi - Brahma Kumaris Songs Lyrics


Parmatm pyar ke panchhi
nile gagan me udaja
parmatm pyar ke panchhi
nile gagan me udaja
jag me bahawo prem ki dhara
jag me bahawo prem ki dhara
prabhu prem ho sab ka nara
prabhu prem ho sab ka nara
parmatm pyar ke panchhi
nile gagan me udaja

mann ko tumne aise savara
maheka jivan jo tumne pukara
meri aankhe dekh jidhar bhi
charo taraf ho unka najara
mile sabko jo unka sahara
mile sabko jo unka sahara
prabhu prem ho sab ka nara
prabhu prem ho sab ka nara
parmatm pyar ke panchhi
nile gagan me udaja

naino ka tere rup nirala
sab ko deta wo ujiyara
sab ke liye ho gyan sarovar
taki mite ye andhiyara
meri tarahi sab ne pukara
meri tarahi sab ne pukara
prabhu prem ho sab ka nara
prabhu prem ho sab ka nara
parmatm pyar ke panchhi
nile gagan me udaja
jag me bahawo prem ki dhara
jag me bahawo prem ki dhara
prabhu prem ho sab ka nara
ha prabhu prem ho sab ka nara
ho prabhu prem ho sab ka nara


0 comments:

Post a Comment

 
Top