Pavitr Mann Rakho Pavitr Tan Rakho - Brahma Kumaris Songs Lyrics


Pavitr mann rakho
pavitr tan rakho
pavitr mann rakho
pavitr tan rakho
pavitrta manushy ki shan hai
jo mann vachan kram se pavitr hai
wo charitr van hi yaha mahan hai
pavitr mann rakho
pavitr tan rakho
pavitrta manushyta ki shan hai
jo mann vachan kram se pavitr hai
wo charitr van hi yaha mahan hai

bada hi muly van he tumhara ye janm
tumhara ye janm
bada hi muly van he tumhara ye janm
tumhara ye janm
jagat ki karm bhumi me karo bhale karm
karo bhale karm
achhe rakho vichar utam karo vyvahar
achhe rakho vichar utam karo vyvahar
adarsh vykit ki ye pahechan hai
jo mann vachan karm se pavitr hai
wo charitr van hi yaha mahan hai
pavitr mann rakho
pavitr tan rakho
pavitrta manushy ki shan hai
jo mann vachan karm se pavitr hai
wo charitr van hi yaha mahan hai

tum apni aankh me Amrit rakho vimal vimal
sada vimal vimal
tum apni aankh me Amrit rakho vimal vimal
sada vimal vimal
tumhari vani me madhury ho saral saral
sada saral saral
tum ho ke nirvikar sab ka karo satkar
tum ho ke nirvikar sab ka karo satkar
ye janm tumhara imtahan hai
jo mann vachan karm se pavitr hai
wo charitr van hi yaha mahan hai
pavitr mann rakho
pavitr tan rakho
pavitrta manushy ki shan hai
jo mann vachan karm se pavitr hai
wo charitr van hi yaha mahan hai

pavitr mann rakho
pavitr mann rakho
pavitr mann rakho
pavitr mann rakho
pavitr mann rakho
pavitr mann rakho


0 comments:

Post a Comment

 
Top