Pavitra Ban Pavitra Ban Ma Bharati Pukar Ti - Brahma Kumaris Songs Lyrics


Pavitra ban pavitra ban ma bharati pukar ti
pavitra ban pavitra ban ma bharati pukar ti
pavitrata ke bal se ye desh bana mahan tha
pavitrata ke bal se hito devata mahan tha
bhakt mandiro me ab utare jinaki aarati
bhakt mandiro me ab utare jinaki aarati
pavitra ban pavitra ban ma bharati pukar ti
pavitra ban pavitra ban ma bharati pukar ti

bad raha he jor aaj fir yaha shaitan ka
vakt aagaya he aaj fir gita gyan ka
buraiyo ko maraneko gita he pukar ti
buraiyo ko maraneko gita he pukar ti
pavitra ban pavitra ban ma bharati pukar ti
pavitra ban pavitra ban ma bharati pukar ti

pavitrata khatm karegi ulajano ke jaal ko
uncha karegi fir yahi insaniyat ke bhal ko
bapu ke raam raj kiye nim he savar de
bapu ke raam raj kiye nim he savar de
pavitra ban pavitra ban ma bharati pukar ti
pavitra ban pavitra ban ma bharati pukar ti

pavitra ban pavitra ban ma bharati pukar ti
ma bharati pukar ti
ma bharati pukar ti


0 comments:

Post a Comment

 
Top