Swagat Kare Ham Aaj Sabhi Ka - Brahma Kumaris Songs Lyrics


Swagat kare ham aaj sabhi ka
swagat kare ham aaj sabhi ka
aai ghadi suhani
aai ghadi suhani
shubharambh he aaj ke din ka
shubharambh he aaj ke din ka
aai ghadi suhani
aai ghadi suhani
swagat kare ham aaj sabhi ka
aai ghadi suhani

rajyog ka tilak laga
ham bane vishv kalyani
rajyog ka tilak laga
ham bane vishv kalyani
khushi he sab ki in naino me
khushi he sab ki in naino me
bole mukh mithi vani
bole mukh mithi vani
swagat kare ham aaj sabhi ka
aai ghadi suhani

param dham se pruthvi tak
sabhi ne saj sajaya
param dham se pruthvi tak
sabhi ne saj sajaya
sury chandrama aur sitare
sury chandrama aur sitare
bane he sab mahadani
bane he sab mahadani
swagat kare ham aaj sabhi ka
aai ghadi suhani

mann mandir me bitha ke shiv ko
bane ham nir vikari
mann mandir me bitha ke shiv ko
bane ham nir vikari
om shanti ke maha mantr se
om shanti ke maha mantr se
bane patit pavani
bane patit pavani
swagat kare ham aaj sabhi ka
aai ghadi suhani
aai ghadi suhani

aayega ik din sukhmai savera
mitega ghor andhera
sarv ke sahayog se
swrinim duniya layege
shiv varadani shiv varadani
shiv varadani


0 comments:

Post a Comment

 
Top