Gyan Dip Pragatao Aaj - Brahma Kumaris Songs Lyrics


Shanti ko sthapan karane
shiv dharati pe aaye hai
unase lete gyan ka amrit
aatam pyas bujaye hai

gyan dip pragatao aaj
gyan dip pragatao aaj
shanti kund banao aaj
aaj bharat desh me
padhare he shiv pavan kaari
aaj bharat desh me
padhare he shiv pavan kari
shiv shakti data he vishv me
wo is jag ke kalyani
shiv shakti data he vishv me
wo is jag ke kalyani
gyan dip pragatao aaj
shanti kund banao aaj
aaj bharat desh me
aaj bharat desh me
padhare he shiv pavan kaari
aaj bharat desh me
padhare he shiv pavan kaari
shiv shakti data he vishv me
wo is jag ke kalyani
shiv shakti data he vishv me
wo is jag ke kalyani
gyan dip pragatao aaj

aaj bana jo nark he ye jag
aaj bana jo nark he ye jag
fir se swarg bana na he ab
fir se swarg bana na he ab
gita gyan ko dharan kar ke
gita gyan ko dharan kar ke
sada basant mana na he
mana na he
yog agni pragatao aaj
yog agni pragatao aaj
shanti kund banao aaj
aaj bharat desh me
padhare he shiv pavan kaari
aaj bharat desh me
padhare he shiv pavan kaari
shiv shakti data he vishv me
wo is jag ke kalyani
shiv shakti data he vishv me
wo is jag ke kalyani
gyan dip pragatao aaj

jag murachhit he deh abhiman me
jag murachhit he deh abhiman me
mann ki shanti ka gyan nahi hai
mann ki shanti ka gyan nahi hai
soye huve ko surjit karana
soye huve ko surjit karana
shiv shakti ki shan yahi hai
shan yahi hai
tyag tapasya jagao aaj
tyag tapasya jagao aaj
shanti kund banao aaj
aaj bharat desh me
padhare he shiv pavan kaari
aaj bharat desh me
padhare he shiv pavan kaari
shiv shakti data he vishv me
wo is jag ke kalyani
shiv shakti data he vishv me
wo is jag ke kalyani
gyan dip pragatao aaj

ye tan pinjara panch tatvo ka
ye tan pinjara panch tatvo ka
miti me miljana hai
miti me miljana hai
tod na he ab jutha rista
tod na he ab jutha rista
shanti dham me jana hai
jana hai
pavitrta apna o aaj
pavitrta apna o aaj
shanti kund banao aaj
aaj bharat desh me
padhare he shiv pavan kaari
aaj bharat desh me
padhare he shiv pavan kaari
shiv shakti data he vishv me
wo is jag ke kalyani ----------- (10)


0 comments:

Post a Comment

 
Top