Shiv Ki Jayanti - Brahma Kumaris Songs Lyrics


Shiv ki jayanti aaj mana ne
sab milkar he aaye
shiv ki jayanti aaj mana ne
sab milkar he aaye
umang bhare ullas bhare
ye git khushi ke gaye
shiv ki jayanti

ant samay he kalyug ka
ye satyug aane vala hai
do yugo ka pavan sangam
ab to hone vala hai
shivratri ka param ye mangal
purrshottam yug kehalaye
umang bhare ullas bhare
ye git khushi ke gaye
shiv ki jayanti aaj mana ne
sab milkar he aaye
shiv ki jayanti aaj mana ne
sab milkar he aaye
umang bhare ullas bhare
ye git khushi ke gaye
shiv ki jayanti

isee samay shiv brahma tan me
amrit bele aate hai
sab ruho ko rajyog ki
ruhani shiksha dete hai
purusharath bina kuchh na hove
fir kyu samay gavaye
umang bhare ullas bhare
ye git khushi ke gaye
shiv ki jayanti aaj mana ne
sab milkar he aaye
shiv ki jayanti

hire jaisa samay suhana
kabhi na is ko khona hai
shiv baba se milan karke
sab ko pavan hona hai
kal kal karate aalas me
ye samay nikal na jaye
umang bhare ullas bhare
ye git khushi ke gaye
shiv ki jayanti aaj mana ne
sab milkar he aaye
shiv ki jayanti

aavo bhai behano aavo
hasate gate khushi manao
mann aangan me karane ujala
gyan ke soso dip jalao
hasi khushi ka avasar he ye
sab ke mann ko bhaye
umang bhare ullas bhare
ye git khushi ke gaye
shiv ki jayanti aaj mana ne
sab milkar he aaye
shiv ki jayanti aaj mana ne
sab milkar he aaye
umang bhare ullas bhare
ye git khushi ke gaye
shiv ki jayanti


0 comments:

Post a Comment

 
Top