Ek Din Saanj Dhale Is Jag Me - Brahma Kumaris Songs Lyrics
Ek din saanj dhale is jag me
ek din saanj dhale is jag me
panchhi kar rahe the pukar
jana he ghar vapas hamko
bhule huve the sab hi rajh
bhule huve the sab hi rajh
ek din saanj dhale is jag me
itane me ek faristaa aaya
dekh panchhi o ko muskaya
uski mastak mani me sab ne
ek adhabhut kotak tha paya
ek adhabhut kotak tha paya
wo rachata tha is shrishti ka
brahma baba tha uska naam
panchhi bole
paliya jo pana tha ham ne
aap ke in do naino me
shrishti chakr ka raj he jana
aap ko ham ne khub pehachana
aap ko ham ne khub pehachana
aap ki brikuti me chamake
vahi to he shiv nirakar
nischit he aap ki jyoti me
milegi us manjil ki raah
milegi us manjil ki raah
ek din saanj dhale is jag me
ha ha bachho aap ki khatir
to pada he bap ko aana
bhagy sali he wo bachhe
jinho ne is rajh ko jana
jinho ne is rajh ko jana
apne bachho ke liye
liya he mene tan sakar
aaya abu ki dhara par
sun aatma o ki pukar
sun aatma o ki pukar
jana he ghar vapas hamko
mil gai he ham ko raah
jana he ghar vapas hamko
mil gai he ham ko raah
jana he ghar vapas hamko
mil gai he ham ko raah
mil gai he ham ko raah
mil gai he ham ko raah
0 comments:
Post a Comment